Tasaaneef e
Jalilaa
Hazrat Meer Auhaduddin Sulatan Sayed
Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani (R.A) Tasanif-E-Kaseera They, Apke
Khama-E-Paak Se Jo Sufiyana Tahreere Mukhtalif Unwaan Par Hai Sange Meer Ki
Hasiyat Rakhti Hai, Haq Ta'ala Ne Ilm-E-Ladunni Ke Darwaza Ap Par Parwah Kar
Diye The. Apki Zyadatar Tasaneef Safar Mein Raqam Hui Hai Safar Mein Qutub
Khana Sath Sath Hota Tha Muta-Alaa Bahut Wasi Tha, Aap Mushkil Ash-aar Par
Hazir Jawab The.
Hazrat Makhdoom-E-Paak Ne Khaas Taur Par
Ilm-E-Tasawwuf Par Hazrat Noor-Ul-Ain Ki Farmaish Par Fatawa-E-Ashrafiya
Tasneef Ki,
Fusoos-Ul-Hukm Ki Sharayi Likhi,
Qawaid-Ul-Aqaid Arabi Mein Douran E
Makka Sharif Likhi,
Sheikkh Shahabuddin Soharawardi Ki
Mash'hoor Kitaab Awariful-Ul-Muarif Ki Sharah Likhi,
Ashraf-Ul-Fawaid Gujrat Mein Taleef
Farmayi,
Unme Aksar Risail Napaed Hai Kyoki Ye
Risayil Aksar Safar Mein Likhe Gayi Thi. Muhaqqiqeen Ki Tahqeeq se Sabit huwa
hai ki Syed Ashraf Jahangir Simnani Urdu Nasr Nigaari ke Pahle Adeeb o Musannif
hain aur Aap Aathvi (Eight) Hijri Ke Mujadid hain.
1. Manaqib e Ashab
e Kamileen w Maratibe Khulafa e Rashideen
2. Risal Ghuasiya
3. Basharatul
Ikhwan
4. Irshadul Ikhwan
5. Fawaedul Ashraf
6. Ashraful Fawaid
7. Risala
Wahdatulwajud
8. Tahqeeqaat e
Ishq
9. Maktubate
Ashrafi
10.Ashraful Ansab
11.Manaaqibus
Saadaat
12.Fatwa Ashrafia
13.Diwan–E–Ashraf
14.Risal Tasawwuf o
Ikhlaq (Urdu)
15.HujjatuzZaKereen
16.Basharatul
Mureedin
17.Risala Qabriyah
18.Kanzul Asrar
19.Lataef E Ashrafi
20.Sharah Sikandra
Nama
21.Sharhe Awereful
Mu'arif
22.Sharhe Fosusul
Hakam
23.Quawaedul Aquaed
24.Tanbihul Akhwan
25.Musta Lehate
Tasuwwuf
26.Tafseere Noor
Bakhhia
27.Risala Dar Tajweze
Tana e Yazeed
28.Bahrul Haqaeque
29.Kanzul Asrar
30.Sirul Asrar
31.Nahve Ashrafia
32.Kanzuddaquaeque
33.Sirrul Asrar
34.Zikr Asma e
Ilahi
35.Marqoomat e
Ashrafi
36.Bahrul Azkar
37.Basharat Al
Zakireen
38.Rab'he Samani
39.Ruq'aat Ashrafi
40.Taskhire Kawakib
41.Fusool e Ashrafi
42.Sharah Hidaya
(Ref: Hayat
Ghausul Aalam 74-77
Sahaif e
Ashrafi 115-118
Syed Ashraf
Jahangir ki Ilmi khidma 173-206
No comments:
Post a Comment