Saturday 19 September 2015

The Books of Syed Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani

Tasaaneef e Jalilaa
Hazrat Meer Auhaduddin Sulatan Sayed Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani (R.A) Tasanif-E-Kaseera They, Apke Khama-E-Paak Se Jo Sufiyana Tahreere Mukhtalif Unwaan Par Hai Sange Meer Ki Hasiyat Rakhti Hai, Haq Ta'ala Ne Ilm-E-Ladunni Ke Darwaza Ap Par Parwah Kar Diye The. Apki Zyadatar Tasaneef Safar Mein Raqam Hui Hai Safar Mein Qutub Khana Sath Sath Hota Tha Muta-Alaa Bahut Wasi Tha, Aap Mushkil Ash-aar Par Hazir Jawab The.
Hazrat Makhdoom-E-Paak Ne Khaas Taur Par Ilm-E-Tasawwuf Par Hazrat Noor-Ul-Ain Ki Farmaish Par Fatawa-E-Ashrafiya Tasneef Ki,
Fusoos-Ul-Hukm Ki Sharayi Likhi,
Qawaid-Ul-Aqaid Arabi Mein Douran E Makka Sharif Likhi,
Sheikkh Shahabuddin Soharawardi Ki Mash'hoor Kitaab Awariful-Ul-Muarif Ki Sharah Likhi,
Ashraf-Ul-Fawaid Gujrat Mein Taleef Farmayi,
Unme Aksar Risail Napaed Hai Kyoki Ye Risayil Aksar Safar Mein Likhe Gayi Thi. Muhaqqiqeen Ki Tahqeeq se Sabit huwa hai ki Syed Ashraf Jahangir Simnani Urdu Nasr Nigaari ke Pahle Adeeb o Musannif hain aur Aap Aathvi (Eight) Hijri Ke Mujadid hain.

1.     Manaqib e Ashab e Kamileen w Maratibe Khulafa e Rashideen
2.     Risal Ghuasiya
3.     Basharatul Ikhwan
4.     Irshadul Ikhwan
5.     Fawaedul Ashraf
6.     Ashraful Fawaid
7.     Risala Wahdatulwajud
8.     Tahqeeqaat e Ishq
9.     Maktubate Ashrafi
10.Ashraful Ansab
11.Manaaqibus Saadaat
12.Fatwa Ashrafia
13.Diwan–E–Ashraf
14.Risal Tasawwuf o Ikhlaq (Urdu)
15.HujjatuzZaKereen
16.Basharatul Mureedin
17.Risala Qabriyah
18.Kanzul Asrar
19.Lataef E Ashrafi
20.Sharah Sikandra Nama
21.Sharhe Awereful Mu'arif
22.Sharhe Fosusul Hakam
23.Quawaedul Aquaed
24.Tanbihul Akhwan
25.Musta Lehate Tasuwwuf
26.Tafseere Noor Bakhhia
27.Risala Dar Tajweze Tana e Yazeed
28.Bahrul Haqaeque
29.Kanzul Asrar
30.Sirul Asrar
31.Nahve Ashrafia
32.Kanzuddaquaeque
33.Sirrul Asrar
34.Zikr Asma e Ilahi
35.Marqoomat e Ashrafi
36.Bahrul Azkar
37.Basharat Al Zakireen
38.Rab'he Samani
39.Ruq'aat Ashrafi
40.Taskhire Kawakib
41.Fusool e Ashrafi
42.Sharah Hidaya


            (Ref: Hayat Ghausul Aalam 74-77
            Sahaif e Ashrafi 115-118
            Syed Ashraf Jahangir ki Ilmi khidma 173-206

No comments:

Post a Comment